Friday, 14 December 2012

(•۝• ѴƲ cℓʋв •۝•) Khwabon k shehar me





Is kheyaal se hi har shaam jald neend aayi,
Mujh se bichrre huye log sheher-e-khawab mein hain..




Mumkin hai nikal aaye yahan koi musafir,
Sehraa mein lagate chalo do chaar shajar aur




Waqt taizi se badal gaya,
aur tum waqt se bhi tez nikle




Us ko mujh se bari mohabbat hai,
Khawab hota he khoobsurat hai..




Ishq ko bhi ishq ho to phir mein dekhoon ishq ko,
Kese tarrpe, Kese roye, Ishq apne ishq mein..



Bare sakoon se rukhsat to kar diya us ko,
Phir us ke baad, Mohabbat ne inteha kardi..



Ab to shayed hi mujhse mohabbat kare koi,
Meri ankhon mein tum saaf nazar aate ho..



Is Qeht-e-Dosti mein koi mujh se kya miley,
Khud apne aap ko bhi muyassar nahi hoon mein..



Kitna mushkil hai mohabbat ki kahani likhna,
Jese paani se paani per paani likhnaa..

Amjad Yeh Kaun Sheher Ka Naksha Badal Gaya..

Apni Gali Mein Apna Hi Ghar Dhoondte Hain Log,
Amjad Yeh Kaun Sheher Ka Naksha Badal Gaya..
__._,_.___
Don't Blame People

For Disappointing You

Blame Yourself For

Expecting Too Much From Them..!!

--
--
-------------------------------------------------------------
"VU CLUB" | Learning and Entertainment |
-------------------------------------------------------------
 
For study material join VU Club at:
http://vuclub.net & http://vuforum.net
 
To post to this group, send email to:
vu-club@googlegroups.com
 
For more options, visit this group at
http://groups.google.com/group/vu-club?hl=en?hl=en
 
Join us on Facebook:
http://www.facebook.com/#!/groups/190713217644560/
 
 

No comments:

Post a Comment